• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Apnon Hi Pe Hoti Hai Har Mashq-E-Jafa Pahle

Apnon Hi Pe Hoti Hai Har Mashq-E-Jafa Pahle

poet

apnon hi pe hoti hai har mashq-e-jafa pahle

ki chaak baharon ne phulon ki qaba pahle

us ke liye uTThe the go dast-e-dua pahle

bimar ki qismat se aa pahunchi qaza pahle

ab un ki jafaon ka kyon dahr se shikva hai

Daali thi hamin ne to buniyad-e-vafa pahle

mahsus ye hota hai jaise kabhi dekha ho

ai dost magar tujh ko dekha to na tha pahle

bimar-e-mohabbat ke andaz batate hain

tadbir-o-dava aḳhir taqdir-o-dua pahle

kya fikr hai divane mil ja.enge phir vo bhi

tu chak-e-gareban ko daman se mila pahle

‘shauq’ us ke tajassus men ye haal bhi guzra hai

puchha hai zamane se apna hi pata pahle

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kabhi Jo Viraniyon Mein Dekha Ghana Sa Ek Bhi Shajar Nahin Hai

shahryar

Najma Ke Liye Ek Nazm

Tan-E-Be-Jaan Mein Ab Raha Kya Hai

Sufi

Sochta Hun Yahan Kis Se Hai Shanasai Meri

Tere Gale Mein Jo Banhon Ko Dal Rakhte Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet