• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Apni Ana Ki Aaj Bhi Taskin Humne Ki

Apni Ana Ki Aaj Bhi Taskin Humne Ki

apni ana ki aaj bhi taskin ham ne ki

ji bhar ke us ke husn ki tauhin ham ne ki

lahje ki tez dhaar se zaḳhmi kiya use

paivast dil men lafz ki sangin ham ne ki

laa.e ba-ru-e-kar na husn o jamal ko

mauqa.a tha phir bhi raat na rangin ham ne ki

ji bhar ke dil ki maut pe rone diya use

pursa diya na sabr ki talqin ham ne ki

dariya ki sair karne akele chale ga.e

sham-e-shafaq ki aap hi tahsin ham ne ki

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

faiz-ahmad-faiz

dhalti Hai Mauj Mai Ki Tarah Raat In dinon

nasir-kazmi

Ishq Jab Zamzama-Paira Hoga

Main to baiTha Tha Har Ek Shai Se Kinara Kar Ke

shahryar

Ek Kali Nazm

Be-KHabar Hone Se Pahle Ki KHabar to Dekhte

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet