• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Apne Shahr Ke Liye dua

Apne Shahr Ke Liye dua

muneer-niyazi

ai shahr-e-be-misal tire bam-o-dar ki khair

ai husn-e-la-zaval tire bam-o-dar ki khair

dekhe hain tu ne duur bahut asman ke

biite hain tujh pe ahd bahut imtihan ke

ai qarya-e-jalal tire bam-o-dar ki khair

ik dastan hai saath tire rang-o-nur ki

yaden hain tere saath bahut duur duur ki

khvab-e-shab-e-jamal tire bam-e-dar ki khair

taskhir tujh ko kaun karega jahan men

tu hai khuda aur us ke nabi ki amaan men

lahore-e-pur-kamal tire bam-o-dar ki khair

Filed Under: Nazm Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hawa Ka Shor Sada-E-Sahab Mere Liye

KHala Sa Thahra Hua Hai Ye Chaar-Su Kaisa

Mera KHwab-E-Tamanna Saat-E-Bedar Jaisa Hai

Kabhi Kabhi Main Ye Sochta Hun Ki Mujhko Teri Talash Kyun Hai

Agar Taqdir Teri Bais-E-Azar Ho Jae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet