• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ai Bulbul-E-dil daud Ke Jaanan Kun Pahunch Tun

Ai Bulbul-E-dil daud Ke Jaanan Kun Pahunch Tun

obaidullah-khan-mubtala

ai bulbul-e-dil daud ke janan kuun pahunch tuun

virana-e-tan chhod gulistan kuun pahunch tuun

tujh hijr siin huun jan-ba-lab ai yaar shifa-bakhsh

jaldi se mire dard ke darman kuun pahunch tuun

yaqub tire gham sati ai yusuf-e-misri

bekal hai shitabi sati kanan kuun pahunch tuun

lagna hai tujhe paanv siin gar ai dil-e-pur-khun

sanjaf naman shokh ke daman kuun pahunch tuun

ai dil jo tujhe jag mane hona hai surakh-ru

tu piu ke lab-e-laal-e-badakhshan kuun pahunch tuun

hai husn ki garmi seti betab shab-o-roz

ai bad-e-sahar zulf-e-pareshan kuun pahunch tuun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Lafzon Ka Ambar Lagaya

Sultan Baho

Kar Ibaadat Pachchhotazen Umran Chaar dihade Hu

Ye Nadi Kyun Is Qadar KHadshe Mein Hai

meer-hasan

Bas Gaya Jab Se Yar Aankhon Mein

Ye Jo Teri Aankhon Mein Mani-E-Wafa Sa Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet