• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Apne Ghar Ke Dar-O-Diwar Ko Uncha Na Karo

Apne Ghar Ke Dar-O-Diwar Ko Uncha Na Karo

apne ghar ke dar-o-divar ko uncha na karo

itna gahra miri avaz se parda na karo

jo na ik baar bhi chalte hue muḌ ke dekhen

aisi maghrur tamannaon ka pichha na karo

ho agar saath kisi shoḳh ki ḳhushbu-e-badan

raah chalte hue mah-paron ko dekha na karo

kal na ho ye ki makinon ko taras jaa.e ye dil

dil ke aaseb ka har ek se charcha na karo

ishq-asar zuleḳhaon ki is basti men

sahibo paki-e-daman pe bharosa na karo

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Lamhe Teri Judai Ke

poet

Dharti Mein Bhi Reng Rahi Hai KHun Ki Ek Shiryan

Aashiyan Apna Bina Diwar-O-Dar Hota Nahin

poet

Karne Ke Sare Kaam Tasalli Se Kijiye

poet

Pas Rah Kar dekhna Tera Bada Arman Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet