• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Apne Darun-E-Jism Se Bad-KHu Nikaliye

Apne Darun-E-Jism Se Bad-KHu Nikaliye

apne darun-e-jism se bad-ḳhu nikaliye

ik devta ke ruup men sadhu nikaliye

jo tirgi ke ḳhauf se ḳhamosh ho ga.i

us raat ke liye ka.i jugnu nikaliye

iblis guzre daur ka zinda hai aaj bhi

us ki qaza ke vaste chaqu nikaliye

koi maza nahin hai siyasat men aj-kal

dair-o-haram se koi to jaadu nikaliye

uḌte nahin hain baaz ke bachche munDer par

chhuna hai asman to baazu nikaliye

mahsus ho mujhe tire ehsas ki mahak

kaghaz ke phuul se koi ḳhushbu nikaliye

pahle to kijiye kisi daman ka intizam

phir us ke baa’d aankh se aansu nikaliye

matlab ki baat thi zara ham bhi to jaan len

do-char us ki baat ke pahlu nikaliye

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ahmad-nadeem-qasmi

Aansuon Mein Bhigo Ke Aankhon Ko

Jab Uski Zulf Mein Pahla Safed Baal Aaya

Socha Jo Maine Aaj to Ye Raaz Pa Liya

Chashm-E-Bina! Tere Bazar Ka Mear Hain Hum

Shoalon Mein Gham-E-Zat Ki Jhulsaya Hua Sa

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet