• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mere Labon Pe Usi Aadmi Ki Pyas Na Ho

Mere Labon Pe Usi Aadmi Ki Pyas Na Ho

mire labon pe usi aadmi ki pyaas na ho

jo chahta hai mire samne gilas na ho

ye tishnagi to mili hai hamen virasat men

hamare vaste dariya koi udaas na ho

tamam din ke dukhon ka hisab karna hai

main chahta huun koi mere as-pas na ho

mujhe bhi dukh hai ḳhata ho gaya nishana tira

kaman khinch main hazir huun tu udaas na ho

ghazal hi rah ga.i tahir-‘faraz’ apne liye

jahan men koi aisa bhi be-asas na ho

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

zaKHm Par zaKHm Muhibban-E-Sitam Dete Gae

Dekh Kar Us Hasin Paikar Ko

Dil Ke zaKHm Dikhaen Kya

Us Se Kah Do Ki Wo Jafa Na Kare

Farogh-E-Mehr Se Rindon Ka aaKHir Kaam Kya Hoga

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet