• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Apne Bojh Se TuT Raha Hun

Apne Bojh Se TuT Raha Hun

apne bojh se TuuT raha huun

main bhi kanch ka ik TukḌa huun

koi kahani yaad nahin hai

raddi kaghaz bech chuka huun

ziist ne apne par phaila.e

ret ke sahraon men khaḌa huun

apni baat kahun to kyon kar

un ki baton men uljha huun

sab miTTi ke saudagar hain

jin ke bhi hathon men bika huun

mujh se tark-e-ta.alluq kar lo

main andar se TuuT chuka huun

tum hi becho tum hi ḳharido

sud-o-ziyan se la-parva huun

laakh sanvaro laakh bigaḌo

vaisa rahunga main jaisa huun

nuqta ek huun ‘iraj’ lekin

samton men samton men baTa huun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Jis Ki Hasrat Thi Use Pa Bhi Chuke Kho Bhi Chuke

Jahilon Ko Salam Karna Hai

poet

Be-Chaargi-E-Dosh Hai Aur Bar-E-Garan Hai

Sadiyon Se Musafir Hun Tujhe DhunD Raha Hun

KHala Ki Ruh Kis Liye Ho Mere iKHtiyar Mein

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet