• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Apna Apna Samay Bata Rahe Hain

Apna Apna Samay Bata Rahe Hain

apna apna samay bata rahe hain

ham ta.alluq kahan nibha rahe hain

vo bhi sab aap ka diya hua tha

ye bhi hai aap ka jo kha rahe hain

so rahe hain kisi ke pahlu men

aur tira ḳhvab gunguna rahe hain

us ke chehre se sub.h uTha.i hai

us ki ankhon se shab chura rahe hain

daad vo de nahin rahe hain magar

mere sheron se haz uTha rahe hain

vo gali se guzar rahi hai ‘vasim’

mujh ko ghar men ḳhayal aa rahe hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Adawaten Nasib Ho Ke Rah Gain

Andhe Badan Mein Ye Sahar-Asar Kaun Hai

Kisu Ko Mujhse Ne Mujhko Kisu Se Kaam Rahta Hai

insha-allah-khan-insha

Ek din Raat Ki Sohbat Mein Nahin Hote Sharik

ajiz-matvi

Qalam Ho Jae Sar Parwa Na Karna

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet