• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Anokhi Shahzadi

Anokhi Shahzadi

nahid-qasmi

maana main ik shahzadi huun

jo qaidi hai

lekin mere dil men shahzade ki chaah ka koi tiir nahin hai

meri ankhen us ki raah nahin takti hain

phir bhi dev ki qaid se chhut kar

duur hare kheton, niile dariyaon, shafaqi badalon, gaate taeron

khushbuon se lade hue jhonkon ko chhuna chahun

chumna chahun

un men ghul-mil jaana chahun

(mere shahzade! main janun tu bhi to ye sab kuchh karna chahta hoga)

Filed Under: Nazm Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Yun Tamashe Ratjage Ke Ku-Ba-Ku Hote Rahe

zehra-nigaah

Aaj Ki Baat

Agar Hum chhoD Den Arz-E-Hunar KHamosh Ho Jaen

poet

Aariz Jabin Zulf-E-Moambar Mein Aag Hai

Kahin to Intiha Bhi Ho Kisi Ke Intizar Ki

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet