• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Andhere Se Ziyaada Raushni Taklif Deti Hai

Andhere Se Ziyaada Raushni Taklif Deti Hai

andhere se ziyada raushni taklif deti hai

zamane ko miri zinda-dili taklif deti hai

bahut achchha tha jab na-ashna tha husn duniya se

mujhe ab hosh-mandi agahi taklif deti hai

vo aksar chheḌ dete hain mire derina zaḳhmon ko

na jaane kyuun unhen meri ḳhushi taklif deti hai

jo apne sinon men dil ki ba-ja-e-sang rakhte hain

unhen ham ahl-e-dil ki sarḳhushi taklif deti hai

ho takmil-e-havas jis dosti ka muntaha ai dil

mujhe vo rasm-o-rah-e-ashiqi taklif deti hai

ḳhuda ke fazl se mujh ko sabhi kuchh mil gaya lekin

mujhe is bazm men un ki kami taklif deti hai

‘sahar’ vabasta meri sha.iri hai un ki yadon se

kabhi pur-kaif hoti hai kabhi taklif deti hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Raste Yaad Nahin Rah-Numa Yaad Nahin

asrarul-haq-majaz

Kis Se Mohabbat Hai

abdul-hamid-adam

Mai-Kada Tha Chandni Thi Main Na Tha

Kahin Shoala Kahin Shabnam, Kahin KHushbu Dil Par

uThaya Hi Nahin Jata Jo Bar-E-Zindagi Humse

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet