• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ana Ko Bandhta Rahta Hun Apne Sheron Mein

Ana Ko Bandhta Rahta Hun Apne Sheron Mein

aftab-hussain

ana ko bandhta rahta huun apne sheron men

bala ko bandhta rahta huun apne sheron men

ghutan ke din hon ki jhagde se chalte rahte hon

hava ko bandhta rahta huun apne sheron men

mahakti rahti hai lafzon men koi khushbu si

saba ko bandhta rahta huun apne sheron men

vo haal hai ki khamoshi kalam karti hai

sada ko bandhta rahta huun apne sheron men

vo haath jaise kahin ab bhi dil pe rakkha ho

hina ko bandhta rahta huun apne sheron men

giraft men huun kisi but ki ‘aftab-husain’

khuda ko bandhta rahta huun apne sheron men

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Abhi Tak Jo Nahin Dekhe Wo Manzar Dekh Lete Hain

Dil Muzmahil Hai Un Ke KHayalon Ke Bawajud

Baat Kaisi Bhi Ho Andaz Naya Deta Tha

Ghazal Mein Jaan paDi Guftugu Mein Phul Khile

shahryar

Phir Safar Be-Samt Be-Manzil Hua

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet