• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Allah Ke Bhi Ghar Se Hai Ku-E-Butan Aziz

Allah Ke Bhi Ghar Se Hai Ku-E-Butan Aziz

poet

allah ke bhi ghar se hai ku-e-butan aziiz

ka.abe se bhi ziyada hai hindostan aziiz

ye musht-e-ḳhak ho kahin maqbul-e-bargah

miTTi hamari kar bhi chuke asman aziiz

shikve ki ja-e-ghair se baaqi nahin rahi

dushman se bhi ziyada hain ḳhuban-e-jan aziiz

hasti adam se laa.i hai kis mulk-e-ghair men

koi na ashna hai hamara na yaan aziiz

ai ‘rind’ apne ahd men qadr-e-suḳhan nahin

har asr men vagarna the ahl-e-zaban aziiz

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Bazm-E-Alam Mein Bahut Se Humne Mare Hath-Paon

Kam-Zarf Bhi Hai Pi Ke Bahakta Bhi Bahut Hai

Zarra Jo Koi Mehr Ke Misdaq Ho Gaya

Shab Karne Ko Yun to Kya Kuchh Hai

Nazar Nazar Be-Qarar Si Hai Nafas Nafas Mein Sharar Sa Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet