• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Alam Ko Apne Ba-Waqar Karo

Alam Ko Apne Ba-Waqar Karo

alam ko apne ba-vaqar karo

jahilon men mira shumar karo

dost sab kaam kar chuke apna

sochte kya ho tum bhi vaar karo

fan kise chahiye so aise men

bas tarannum ka karobar karo

pagḌi aa.i to sar bhi aa.ega

aur kuchh der intizar karo

din men ta’biren TuTti dekho

raat bhar ḳhvab ka shikar karo

bojh hai sar bhi jin ke kandhon par

aise logon se ḳhuub pyaar karo

tair kar log Duub jaate hain

Duub kar aaj dariya paar karo

kaun ‘farhat’ vo haq-nava ‘farhat’

be-takalluf use shikar karo

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ishq Ne Daera Bana Rakkha

ajmal-ajmali

Har Ujala Nai Sahar To Nahin

Tujhko Likhna Hai to Aisa Koi Safha Likh De

Saba Ki KHak-Nawardi Subu Ki Virani

poet

Jo Sarguzisht Apni Hum Kahenge Koi Sunega To Kya Karenge

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet