• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ajib Saneha Mujh Par Guzar Gaya Yaro

Ajib Saneha Mujh Par Guzar Gaya Yaro

shahryar

ajiib saneha mujh par guzar gaya yaaro

main apne saae se kal raat dar gaya yaaro

har ek naqsh tamanna ka ho gaya dhundla

har ek zakhm mire dil ka bhar gaya yaaro

bhatak rahi thi jo kashti vo gharq-e-ab hui

chadha hua tha jo dariya utar gaya yaaro

vo kaun tha vo kahan ka tha kya hua tha use

suna hai aaj koi shakhs mar gaya yaaro

main jis ko likhne ke arman men jiya ab tak

varaq varaq vo fasana bikhar gaya yaaro

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dil Ko Yaksui Ne Di Tark-E-Talluq Ki Salah

Sar-Ta-Pa Hairat Mein Gum Ho Jaega

poet

Chand Manga Na Kabhi Humne Sitare Mange

ali-sardar-jafri

Tumhaare Eajaz-E-Husn Ki Mere dil Pe Lakhon Inayaten Hain

Kuchh Main Kah baiThun KHuda-Na-KHwasta

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet