• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ajab Sada Ye Numaish Mein Kal Sunai Di

Ajab Sada Ye Numaish Mein Kal Sunai Di

ajab sada ye numa.ish men kal suna.i di

kisi ne sang se tasvir ko riha.i di

sunahre harf bhi miTTi ke bhaav bech diye

tujhe to main ne na.e zehn ki kama.i di

bacha saki na mujhe bhiiḌ chup ke qatil se

hazar shor machaya bahut duha.i di

vo shaḳhs mar ke bhi apni jagah se hil na saka

ki ik zamane ne jumbish to intiha.i di

kabhi vo TuuT ke bikhra kabhi vo jam.a hua

ḳhuda ne us ko ajab mo.ajiza-numa.i di

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

aazim-kohli

Jo Hoga Sab Thik Hi Hoga Hone do Jo Hona Hai

Ab Zindagi Se Jaan chhuDane Laga Hun Main

zahida-zaidi

wo harf-o-saut-o-sada

Asrar-E-Ishq Hai Dil-E-Muztar Liye Hue

abdul-hamid-adam

Gulsitanon Mein Ghum Leta Hun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet