• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aisi Duniya Ka Etibar Nahin

Aisi Duniya Ka Etibar Nahin

aisi duniya ka e’tibar nahin

koi bhi jis men gham-gusar nahin

zindagi ko guzarne vaalo

kya tumhen apna intizar nahin

chahaton ka vahan vajud kahan

ḳhvahishon ka jahan shumar nahin

phir bhi hoga nahin use ehsas

pattharon se lahu guzar nahin

tum suno to sinaon dil ki baat

zindagi is zamin pe baar nahin

tum ne va.ada to kar liya lekin

saans ka koi e’tibar nahin

qurbaten hon na hon magar ‘manzar’

ham ko dil se kabhi utaar nahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Umr-Bhar Ishq Kisi Taur Na Kam Ho Aamin

Pata Mila Hai Wo Tha Mera Ham-Safar Bahut Der Baad Ja Kar

poet

dosh-Ba-dosh dosh Tha Mujhse But-E-Karishma-Kosh

ahmad-nadeem-qasmi

Tark-E-Mohabbat Ke Baad

Aisa Ho Zindagi Mein Koi KHwab Hi Na Ho

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet