• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Hijrat

Hijrat

nadiya-ambar-lodhi

tum hijrat ka karb nahin jante

tum ne ‘intizar-husain’ ke afsane nahin padhe

‘nasir’-kazmi’ ke ashar men chhupe hue nauhe nahin sune

jo hindostan ko bante dekha hota

gharon ko jalte dekha hota

ismaten lutti gardanen katti

zindagi bikharti dekhi hoti

to shayad tum hijrat ka karb jaan lete

fast-fōd ke shauqin

apne haal men gum

tumhara koi mazhab koi nazriya nahin hai

pet ki bhuuk se jins ki asudgi tak

haivani fitrat

is hijrat ke dard ko kaise mahsus kar sakti hai

Filed Under: Nazm Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dil Mein to Bahut Kuchh Hai Zaban Tak Nahin Aata

ahmad-husain-mail

Mahshar Mein Chalte Chalte Karunga Ada Namaz

Rishton Ki Kaenat Mein simTi Hui Hun Main

Usne Jab KHusraw-E-Parwez Ki Dhamki Di Hai

ahmad-nadeem-qasmi

dawar-E-Hashr Mujhe Teri Qasam

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet