• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aisi Bhi Surat-E-Haalat Na Samjhi Jae

Aisi Bhi Surat-E-Haalat Na Samjhi Jae

aisi bhi surat-e-halat na samjhi jaa.e

meri paspa.i miri maat na samjhi jaa.e

ye to raste mujhe le aa.e hain teri janib

ye mulaqat mulaqat na samjhi jaa.e

ba.az auqat main nashshe men nahin bhi hota

meri har baat miri baat na samjhi jaa.e

ab to sahra bhi mire saath safar karte hain

sirf vahshat hi mire saath na samjhi jaa.e

faisle saare kahin aur hua karte hain

meri rusva.i mire haath na samjhi jaa.e

vaqt aane pe gala apna daba sakta huun

itni kamzor miri zaat na samjhi jaa.e

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

uThti ghaTa Hai Kis Tarah Bole Wo Zulf uTha Ki Yun

Mere Dil Ki KHataen Bhi Qayamat Hain Qayamat Hain

Ab Na Kuchh Sunna Na Sunana Raat Guzarti Jati Hai

Raat Ke Waqt Koi Git Sunati Hai Hawa

Aasman Par Bane the Chehre Se

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet