• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aise Jazbaat Mein Lahje Ko Na Patthar Kije

Aise Jazbaat Mein Lahje Ko Na Patthar Kije

aise jazbat men lahje ko na patthar kiije

guftugu mujh se zara aap sambhal kar kiije

ye na ho aap ki tahrir hi baghi ho jaa.e

zulm itna bhi na qirtas-o-qalam par kiije

mujh se ranjish hai to maidan men aa ja.iye aap

meri tasvir ke TukḌe na bahattar kiije

mera da.ava hai ki halat badal ja.enge

samna aap jo halat ka DaT kar kiije

chahte aap hain jo zehn kushada rakhna

bughz-o-nafrat ke ḳhayalat ko bahar kiije

dusron par to karam aap ka rahta hai magar

ik nazar meri bhi janib mire dilbar kiije

baat banti hai mohabbat se bhi aksar ‘rahbar’

dil men paivast na alfaz ke nashtar kiije

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jab Bhi Aaankhon Mein Tere Wasl Ka Lamha Chamka

Tere Intizar Mein Kya Mila Tere Etibar Ne Kya Diya

Nikhat-E-Zulf Ko Ham-Rishta-E-Jaan Kahta Hun

Haqiqat Jis Jagah Hoti Hai Tabani Batati Hai

Kahan Zamin Ke Zaif Zine Pe Chal Rahi Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet