• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aise Gum-Sum Wo Sochte Kya The

Aise Gum-Sum Wo Sochte Kya The

poet

aise gum-sum vo sochte kya the

jaane yaron ke faisle kya the

ham to yuun hi ruke rahe varna

apne aage vo fasle kya the

bojh dil ka utarna tha zara

varna tum se hamen gile kya the

sahra sahra liye phire ham ko

vo junun ke bhi silsile kya the

duur tak thi na gar koi manzil

phir vo ujle nishan se kya the

ham hi the jo yaqin kar baiThe

varna un ke vo mo.ajize kya the

sar-phire the ki masḳhare yaaro

jo hamen yuun liye phire kya the

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

abrar-ahmad

Maut dil Se Lipat Gai Us Shab

Be-Sahaaron Ka Intizam Karo

Jab Bhi Uski Misal Deti Ho

Shab Ki Dahliz Se Kis Hath Ne Phenka Patthar

obaidullah-aleem

Alfaz

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet