• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aise Chup Chup Bhi Kya Jiya Jae

Aise Chup Chup Bhi Kya Jiya Jae

aise chup chup bhi kya jiya jaa.e

ab kahin ishq hi kiya jaa.e

dil ke shishe pe hai ghubar bahut

aaj kuchh der ro liya jaa.e

ajnabi shahr be-namak chehre

kise ham-raz-e-dil kiya jaa.e

habs ki pyaas hai bujhegi kahan

ab-e-haivan hi go piya jaa.e

dil hai viran shahr bhi ḳhamosh

phone hi us ko kar liya jaa.e

ek divar-e-jism baaqi hai

ab use bhi gira diya jaa.e

ho gaya taar taar har manzar

‘sham’ chak-e-nazar siya jaa.e

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Nahin Ki Dil Mein Hamesha KHushi Bahut Aai

Batao Hath Mein Ulfat Ka Jam Kis Ka Tha

KHumar-E-Tishna-Labi Mein Ye Kaam Kar Aae

Sufi

Khel Chadhiya Bahrup Khele

Dhup Rakh Di Thi Muqaddar Ne Sirhane Mere

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet