• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aisa Ye Dard Hai Ki Bhulaya Na Jaega

Aisa Ye Dard Hai Ki Bhulaya Na Jaega

aisa ye dard hai ki bhulaya na ja.ega

me.ar-e-ishq un se baḌhaya na ja.ega

is baar un se kah do qadam soch kar rakhen

ujḌa jo phir ye shahr basaya na ja.ega

jo log bughz dil men chhupa.e hain aaj bhi

un se mire makan men aaya na ja.ega

haq baat bolne se kiya jis kisi ne ḳhauf

mahfil men phir kabhi bhi bulaya na ja.ega

the muttafiq to baat se meri sabhi magar

sheva mira ḳhayal banaya na ja.ega

shayad isi liye nahin aa.e vo mere paas

jo aa ga.e to chhoḌ ke jaaya na ja.ega

gar ehtiram kar na sake bazm-e-naz ka

sharmindagi se sar ko uThaya na ja.ega

zahr-ab mere vaste vo le to aa.ega

saaqi se jaam ham ko pilaya na ja.ega

‘asra’ bana lo shauq ko apne junun ki aag

ik baar bujh ga.i to jalaya na ja.ega

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

aaKHir suKHan Tamam Kiya Is Dua Ke Sath

nusrat-mehdi

Aap Shayad Bhul Baithe Hain Yahan Main Bhi To Hun

Aisa Hai Kaun Jo Mujhe Haq Tak Rasai De

Shab Ki Pahnaiyon Mein chiKH uThe

Jahan-Bhar Se Na Yun Mera Tazkira Kije

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet