• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aisa Ho Zindagi Mein Koi KHwab Hi Na Ho

Aisa Ho Zindagi Mein Koi KHwab Hi Na Ho

aisa ho zindagi men koi ḳhvab hi na ho

andhiyari raat men koi mahtab hi na ho

sukhe daraḳht ki tarah dariya men gir paḌen

marne ke vaste koi sailab hi na ho

puuja karen magar na dua ko uTha.en haath

shahr-e-havas men ma.abad-e-arbab hi na ho

mar jaa.en is se pahle ki vo faisla karen

hathon men koi pyala-e-zahrab hi na ho

‘mamun’ jal ke ḳhaak men mil jaa.e chashm-e-tar

aansu bahane chashma-e-sardab hi na ho

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Guzishta Ahl-E-Safar Ko Jahan Sukun Mila

Zindagi Kaise Lagi Diwar Se

Sufi

Jab Khayal Aaya Mujhe Tere Rukh-e-Pur-Nur Ka

ahmad-sajjad-babar

Raat dekha Tha Bhagta Jangal

Achanak Aise Jal-Thal Ho Gae Kyun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet