• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ai Sham-E-dil-Afroz Shab-E-Tar-E-Mohabbat

Ai Sham-E-dil-Afroz Shab-E-Tar-E-Mohabbat

poet

ai sham-e-dil-afroz shab-e-tar-e-mohabbat

bakhshe hai yahi garmi-e-bazar-e-mohabbat

karte hain abas mujh dil-e-bimar ka darman

vabasta miri jaan se hai azar-e-mohabbat

ai lala-rukhan un ke taiin daagh na samjho

phula hai mire siine men gulzar-e-mohabbat

gar ham se chhupata hai tu ‘bedar’ va-lekin

inkar hi tera hai ye iqrar-e-mohabbat

rahta hai miri jaan kahin ishq bhi pinhan

zahir hain tiri shakl se asar-e-mohabbat

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Mere Uske Darmiyan Ye Fasla Apni Jagah Hai

KHud Ko Pa-Basta-E-Zanjir Kiye Ja Chup-Chap

Na Aana Tha Na Aaya Aane Wala

Itni Hawa Na Waiz-E-Din-Dar Bandhiye

Mere Dil Ki KHataen Bhi Qayamat Hain Qayamat Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet