• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ai Sanam Wasl Ki Tadbiron Se Kya Hota Hai

Ai Sanam Wasl Ki Tadbiron Se Kya Hota Hai

mirza-raza-barq

ai sanam vasl ki tadbiron se kya hota hai

vahi hota hai jo manzur-e-khuda hota hai

nahin bachta nahin bachta nahin bachta ashiq

puchhte kya ho shab-e-hijr men kya hota hai

be-asar naale nahin aap ka dar hai mujh ko

abhi kah dijiye phir dekhiye kya hota hai

kyuun na tashbih use zulf se den ashiq-e-zar

vaqai tul-e-shab-e-hijr bala hota hai

yuun takabbur na karo ham bhi hain bande us ke

sajde but karte hain haami jo khuda hota hai

‘barq’ uftada vo huun saltanat-e-alam men

taj-e-sar ijz se naqsh-e-kaf-e-pa hota hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Zamin Se uTThe Hain Ya Aasman Se Aae Hain

Sufi

Haq Ra Ba-Talab-e-Masjid-O-Mai-Khana Kudam Ast

KHayal O Shauq Ko Jab Hum Teri Taswir Karte Hain

poet

Ashk Aaya Aankh Mein Jalta Hua

Kaun Pahchane Mujhe Shab Bhar to KHatron Mein Raha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet