• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ai Sanam Tujh Birah Mein Rota Hun

Ai Sanam Tujh Birah Mein Rota Hun

siraj-aurangabadi

ai sanam tujh birah men rota huun

ashk-e-khunin siin munh kuun dhota huun

bandagi men mujhe qubul karo

main tumhara ghulam hota huun

barish-e-ab-e-ashk hai darkar

dagh-e-hijran ke biij bota huun

bolta huun jo vo bulata hai

tan ke pinjre men us ka tota huun

mat kaho mujh siin qissa-e-farhad

khvab-e-shirin men aaj sota huun

gauhar-e-ashk kuun misal-e-‘siraj’

rishta-e-ah men pirota huun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Dilbar Ko Dilbari Sun Mana Yar Kar Rakhun

Zindagi Dasht Mein Jab chhoD Ke Aati Hai Hamein

Kabhi Jo Aankhon Ke Aa Gaya Aaftab Aage

Din Hua Jaise Raushni Hi Nahin

haidar-ali-aatish

Hasrat-E-Jalwa-E-didar Liye Phirti Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet