• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ai Naseh Chashm-E-Tar Se Mat Kar Aansu Pak Rahne de

Ai Naseh Chashm-E-Tar Se Mat Kar Aansu Pak Rahne de

poet

ai naseh chashm-e-tar se mat kar aansu paak rahne de

are bedard rone men mujhe bebak rahne de

baras mat abr mit jaaga baghola khak-e-majnun ka

khuda ke vaste dasht-e-junun ki naak rahne de

dil-e-zakhmi hai shaeq bu-e-gul aur shor-e-bulbul ka

rafu-gar fasl-e-gul men ye gareban chaak rahne de

ye taqat nazr hai ai na-tavani par baharon men

mire hathon ko chak-e-jeb par chalak rahne de

nasihat mujh ko tark-e-ishq ki kuchh farz nahin tujh par

na chhod ai shaikh sunnat munh men nit misvak rahne de

uda mat ai nasim-e-bagh-e-jannat kya karun tujh ko

mire sar par zara pi ki gali ki khaak rahne de

agar juun shama-did-e-shoala-ruyan chahiye ‘uzlat’

nazara ta na jal ja chashm ko namnak rahne de

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Lo Wo Aansu Sujhai Dene Lage

Aarzu Dil Mein Banae Hue Ghar Hai Bhi to Kya

Aaine Ke Ru-Ba-Ru Ek Aaina Rakhta Hun Main

abrar-azmi

Bahut Tazkira dastanon Mein Tha

poet

Aashiq-E-Zulf-O-ruKH-E-Dildar Aankhen Ho Gain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet