• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ai Junun Phir Mere Sar Par Wahi Shamat Aai

Ai Junun Phir Mere Sar Par Wahi Shamat Aai

poet

ai junun phir mire sar par vahi shamat aai

phir phansa zulfon men dil phir vahi aafat aai

mar ke bhi jazb-e-dil-e-qais men tasir ye thi

khaak udati hui laila sar-e-turbat aai

masjiden shahr ki ai pir-e-mughan khali hain

mai-kade men to jamaat ki jamaat aai

vo hai khidki men udhar bhiid nazar-bazon ki

aaj us kuche men sunte hain qayamat aai

kabhi ji bhar ke vatan men na rahe ham ‘asi’

roz-e-milad se taqdir men ghurbat aai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Wahi the Jo Apni Justuju Mein Khare Nahin The

zehra-nigaah

Ek Tilismi Khel

abdul-hamid

Sae Phail Gae Kheton Par Kaisa Mausam Hone Laga

Kitna Ba-Zarf Hai Wo Mere Barabar Wala

poet

Hawa Se Baada nichoDen Kali Ko Jam Karen

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet