• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ai Husn-E-Lala-Fam! Zara Aankh to Mila

Ai Husn-E-Lala-Fam! Zara Aankh to Mila

ai husn-e-lala-fam! zara aankh to mila

ḳhali paḌe hain jaam! zara aankh to mila

kahte hain aankh aankh se milna hai bandagi

duniya ke chhoḌ kaam! zara aankh to mila

kya vo na aaj a.enge taron ke saath saath

tanha.iyon ki sham! zara aankh to mila

ye jaam ye subu ye tasavvur ki chandni

saaqi kahan mudam! zara aankh to mila

saaqi mujhe bhi chahiye ik jam-e-arzu

kitne lagenge daam! zara aankh to mila

pamal ho na jaa.e sitaron ki aabru

ai mere ḳhush-ḳhiram! zara aankh to mila

hain rah-e-kahkashan men azal se khaḌe hue

‘saghar’ tire ghulam! zara aankh to mila

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Main Jo Bad-Hawas Tha Mahw-E-Qayas Tum Bhi The

neena-sahar

Phir Tera Intizar dekhenge

Main Ye Nahin Kahti Ki Mujhe Yaad Kiya Kar

Tum Mere Sath Bhi Juda Bhi Ho

Kab miTae Se miTa Ranj-O-Suubat Ka Asar

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet