• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Ai Habib-E-Ambar-dast!

Ai Habib-E-Ambar-dast!

faiz-ahmad-faiz

kisi ke dast-e-inayat ne kunj-e-zindan men

kiya hai aaj ajab dil-navaz band-o-bast

mahak rahi hai faza zulf-e-yar ki surat

hava hai garmi-e-khushbu se is tarah sarmast

abhi abhi koi guzra hai gul-badan goya

kahin qarib se, gesu-ba-dosh, ghuncha-ba-dast

liye hai bu-e-rifaqat agar hava-e-chaman

to laakh pahre bithaen qafas pe zulm-parast

hamesha sabz rahegi vo shakh-e-mehr-o-vafa

ki jis ke saath bandhi hai dilon ki fath o shikast

ye sher-e-hafiz-e-shiraz, ai saba! kahna

mile jo tujh se kahin vo habib-e-ambar-dast

”khalal-pazir buad har bina ki mai-bini

ba-juz bina-e-mohabbat ki khali az-khalal-ast”

Filed Under: Nazm Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

shad-azimabadi

Kisi Ko Kya Khabar Ai Subh Waqt-E-Sham Kya Hoga

bhaDak uTThenge Shoale Ek Din Duniya Ki Mahfil Mein

poet

Gul-Afshani Ke dam Bharti Hai Chashm-E-Khun-Fishan Kya Kya

Aaankhon Pa Abhi Tohmat-E-Binai Kahan Hai

Muqabil Apne Haqiqat Ka Aaina Rakhna

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet