• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Agli Rut Ki Namaz

Agli Rut Ki Namaz

shahnaz-nabi

main chahti huun

ki agli rut men milun jo tum se

janam janam ki thakavaton ke khutut chehre se mit chuke hon

qadam qadam ik safar ki pichhli alamaten sab guzar chuki hon

malal-e-sahra-navardi paanv ke ablon men simat chuka ho

musafirat ki tamam ranjish

mire masamon se dhul chuki ho

kisi bhi patthar ka koi dhabba

kisi bhi chaukhat ka koi qarza

miri jabin par rahe na larzan

main chahti huun ki agli rut men milen jo ham tum

damak raha ho yuun mera daman

ki tum jo chaho

namaz padh lo

Filed Under: Nazm Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Muddaton Jis Se Mulaqat Na Thi

Shayad Nae Safar Ki Kahani Likhenge Log

poet

Thi Dhup Tez Is Qadar Badan Bhi Jaise Jal Gaya

mumtaz-mirza

Haal Na Puchho Roz-O-Shab Ka Koi Anokhi Baat Nahin

akhtar-lakhnvi

Su-e-Maqtal Koi dam Sath Chale

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet