• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Agar Un Ke Lab Par Gila Hai Kisi Ka

Agar Un Ke Lab Par Gila Hai Kisi Ka

riyaz-khairabadi

agar un ke lab par gila hai kisi ka

to beja bhi shikva baja hai kisi ka

hasin hashr men sar jhukae hue hain

vafa aaj vaada hua hai kisi ka

vo joban bahut sar uthae hue hain

bahut tang band-e-qaba hai kisi ka

vo khud chahte hain koi ab satae

satana maza de gaya hai kisi ka

jo hain dast-e-gustakh apne salamat

to jhuta hi vaada vafa hai kisi ka

vo kyuun uth ke khalvat se mahfil men aaen

vo kya janen kya muddaa hai kisi ka

bana luun khuda to bhi mere na honge

buton men koi bhi hua hai kisi ka

koi god men jham se aa hi gaya hai

tasavvur hamen jab bandha hai kisi ka

‘riyaz’ aur hi rang men mast hain ab

suna hai pyala piya hai kisi ka

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Is Daur Se KHulus Mohabbat Wafa Na Mang

Ya to Suraj jhuT Hai Ya Phir Ye Saya jhuT Hai

Sukun Paya Tabiat Ne Na Dil Ko Hi Qarar Aaya

poet

Husn Is Shama-Ru Ka Hai Gul-Rang

poet

Hijr Hai Dil Mein KHak uDti Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet