• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Agar Na Manen Na Samho Ki Jaante Hi Nahin

Agar Na Manen Na Samho Ki Jaante Hi Nahin

agar na manen na samho ki jante hi nahin

zidon ki baat bhi hai kuchh mughalate hi nahin

mutalibat-e-mohabbat hain main huun aur tum ho

ajiib hai ye musallas ki zaviye hi nahin

mire junun ke bharose pe kah diya us ne

ham aa.e aap ke ghar par to aap the hi nahin

bayaz-e-dil ki karen to karen kahan islah

kitabat aisi hui hai ki hashiye hi nahin

isi muhit men vapas palaT ke aana tha

to ban ke abr kabhi ja se ham uThe hi nahin

ujaaḌ ho gaya sahra-e-dil ki jaise yahan

ghazal o zaigham o kargas kabhi rahe hi nahin

ab is maqam pe bim-o-raja hain be-ma.ani

ki chahte hain use jis ko chahte hi nahin

yahi hai rasta ab duriyan baḌha.enge

baḌhin ham us ki taraf kaise fasle hi nahin

koi fareb ki ham jis se dil ko bahla.en

talash karte hain ḳhat us ne jo likhe hi nahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

aazim-kohli

Silsile Sab Ruk Gae dil Hath Se Jata Raha

ali-sardar-jafri

Ishq Ka Naghma Junun Ke Saz Par Gate Hain Hum

poet

Kabhi Sanjidgi Se Dekh Dil-Awez Hote Hain

poet

Jab Tan Na Raha Mera Hon Wasil-E-Jaanana

Tamannaon Mein Uljhe Rah Gae Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet