• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Agar Ho Khauf-Zada Taqat-e-Bayan Kaisi

Agar Ho Khauf-Zada Taqat-e-Bayan Kaisi

agar ho khauf-zada taqat-e-bayan kaisi

nava-e-haq na sunae to phir ziyan kaisi

uthao harf-e-sadaqat lahu ko garm karo

jo tiir phenk nahin sakti vo kaman kaisi

unhen ye fikr ki meri sada ko qaid karen

mujhe ye ranj ki itni khamoshiyan kaisi

hava ke rukh pe liye baitha huun charagh apna

mire khuda ne mujhe bakhsh di amaan kaisi

hava chale to use kaun rok sakta hai

utha rakhi hai ye divar darmiyan kaisi

agar ye mausam-e-gul hai to zard-ru kyuun hai

dil-o-nazar pe ye kaifiyyat-e-khizan kaisi

na taar taar qaba hai na daagh daagh badan

mujahidon ke saron se gai azaan kaisi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kya Kahun Kaise Iztirar Mein Hun

poet

Zahid Is Rah Na Aa Mast Hain Mai-KHwar Kai

saima-nasim-bano

Zindagi Se Hasin Udasi Hai

Wahi Dasht-E-Bala Hai Aur Main Hun

dagh-dehlvi

Ghair Ko Munh Laga Ke dekh Liya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet