• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Agar Hawaon Ke ruKH Mehrban Nahin Hote

Agar Hawaon Ke ruKH Mehrban Nahin Hote

agar havaon ke ruḳh mehrban nahin hote

to bujhti aag ke tevar javan nahin hote

dilon pe barf jami hai labon pe sahra hai

kahin ḳhulus ke jharne ravan nahin hote

ham is zamin ko ashkon se sabz karte hain

ye vo chaman hai jahan baghban nahin hote

kahan nahin hain hamare bhi ḳhair-ḳhvah magar

jahan guhar lagao vahan nahin hote

idhar to aankh barasti hai dil dhaḌakta hai

ye sanehat tumhare yahan nahin hote

vafa ka zikr chalaya to hans ke bole vo

fuzul kaam hamare yahan nahin hote

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Pahna Libas Ne Hai Ek Ik Ang Dekhna

Mere Ham-Rah Mere Ghar Pe Bhi Aafat Aai

poet

Jis Waqt Tu Be-Naqab Aawe

allama-iqbal

Funun-E-Latifa

Chhup Jata Hai Phir Suraj Jis Waqt Nikalta Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet