• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Abhi Kuchh Aur Bhi Gard-O-Ghubar Ubhrega

Abhi Kuchh Aur Bhi Gard-O-Ghubar Ubhrega

abhi kuchh aur bhi gard-o-ghubar ubhrega

phir is ke ba.ad mira shah-savar ubhrega

safina Duuba nahin hai nazar se ojhal hai

mujhe yaqin hai phir ek baar ubhrega

paḌi bhi rahne do maazi pe maslahat ki raakh

kuredne se faqat intishar ubhrega

hamare ahd men shart-e-shanavari hai yahi

hai Dubne pe jise iḳhtiyar ubhrega

shab-e-siyah ka muqaddar shikast hai ‘mohsin’

dar-e-ufuq se phir anjum-shikar ubhrega

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sufi

Us Par To Khair Aasman Hai

poet

Yagana Un Ka Begana Hai Begana Yagana Hai

Kai Chehron Mein Dekha Ja Raha Hun

sahir-ludhianvi

Tarab-Zaron Pe Kya Biti Sanam-Khanon Pe Kya Guzri

Ek Lahr Mili Apne Bahao Se Nikal Kar

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet