• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ab Wo moD Aaya Ki Har Pal Moatabar Hone Ko Hai

Ab Wo moD Aaya Ki Har Pal Moatabar Hone Ko Hai

ab vo moḌ aaya ki har pal mo’atabar hone ko hai

dekhna manzar naya divar dar hone ko hai

ab lahu ka rang gahra hai miri tasvir men

aisa lagta hai ki qissa muḳhtasar hone ko hai

uḌ chali hai har taraf daman men bhar lene ki baat

qatra qatra us ke dariya ka guhar hone ko hai

main bhi dekhun mujh ko manzar se haTa dene ke ba.ad

ab tamasha kaun sa bar-e-digar hone ko hai

phir tarashi jaane vaali hain charaghon ki laven

shaam hote hote garm aisi ḳhabar hone ko hai

muḌ ke dekhun to aqab men kuchh nazar aata nahin

samne bhi gum nishan-e-rah-guzar hone ko hai

ab na.i rahen khulengi mujh par imkanat ki

‘ramz’ mere tan pe zahir mera sar hone ko hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

akhtar-lakhnvi

dil Mein Tisen Jag Uthti Hain Pahlu Badalte Waqt Bahut

Sufi

Lahu Ki Bund Misl-e-Aina Har dar Pe Rakkhi Thi

poet

Dard uTh uTh Ke Ye Kahta Hai Rag-E-Jaan Ke Qarib

obaidullah-aleem

Ek Main Bhi Hun Kulah-daron Ke Bich

ahmad-nadeem-qasmi

Gore Hathon Mein Ye dhani Chudiyon Ki Aan-Ban

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet