• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ab to Ye Soch Ke Bhi Dil Mera Ghabraata Hai

Ab to Ye Soch Ke Bhi Dil Mera Ghabraata Hai

poet

ab to ye soch ke bhi dil mira ghabrata hai

sub.h ka bhula hua shaam ko ghar aata hai

ek ik karke bujhe jaate hain raḳhshanda nujum

ek tu hai jo ba-har-samt nazar aata hai

ab tira ḳhvab bhi ik paikar-e-simin ki tarah

asmanon se mire dil men utar aata hai

lazzat-e-sang ki ḳhatir hi bayaban se koi

chhoḌ kar baagh sar-e-rah guzar aata hai

dil ki dahliz se jaata hai jo ik marmarin jism

har taraf ghuum ke ba-dida-e-tar aata hai

jism thak kar bhi nahin raah men rukta pal bhar

dil magar us ke shabistan men Thahar aata hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Wo Jo Umr Bhar Mein Kahi Gai Sar-E-Sham-E-Hijr Likhi Gai

Sans Ki Aas Nigahban Hai KHabar-Dar Raho

Ham-Safar Raaton Ke Sae Ho Gae

ahmad-faraz

Abhi Kuchh Aur Karishme Ghazal Ke dekhte Hain

hatim-ali-mehr

Sath Mein Aghyar Ke Main Bhi Saf-E-Maqtal Mein Hun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet