• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ab To Firaq-E-Subh Mein Bujhne Lagi Hayat

Ab To Firaq-E-Subh Mein Bujhne Lagi Hayat

obaidullah-aleem

ab to firaq-e-subh men bujhne lagi hayat

bar-e-ilah kitne pahar rah gai hai raat

har tirgi men tu ne utari hai raushni

ab khud utar ke aa ki siyah-tar hai kaenat

kuchh aine se rakkhe hue hain sar-e-vajud

aur in men apna jashn manati hai meri zaat

bole nahin vo harf jo iman men na the

likkhi nahin vo baat jo apni nahin thi baat

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kisi Taur Ho Na Pinhan Tera Rang-E-Ru-Siyahi

Hain Meri Parwaz Ke Tewar Nae

nasir-kazmi

Husn Ko dil Mein Chhupa Kar dekho

nasir-kazmi

Apni dhun Mein Rahta Hun

a-g-josh

Jab Kabhi Zikr Yar Ka Aaya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet