• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ab Mujhko Kya Khabar Wo Yahan Hai Bhi Ya Nahin

Ab Mujhko Kya Khabar Wo Yahan Hai Bhi Ya Nahin

shabnam-shakeel

ab mujh ko kya khabar vo yahan hai bhi ya nahin

har ik se shahr men to mira rabta nahin

jannat bana to sakte hain is kaenat ko

lekin miri tarah se koi sochta nahin

jis rahguzar pe phuul saje hain mire liye

ai pa-e-shauq ab vo mira rasta nahin

zahir se mutmain hai mire aur ik naqab

chehre pe jo pada hai use dekhta nahin

jab tak thi dil men saans bhi khushbu bani rahi

honton pe aa ke baat men ab kuchh raha nahin

ik vaqt tha ki raah guzarna muhal tha

ab mud ke raste men koi dekhta nahin

ab shaam ho gai hai mujhe sona chahiye

suraj tire khayal ka garche dhala nahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Zist Mein Rang Bhar Gai aaKHir

Wo Raushni Hai Ki Aankhon Ko Kuchh Sujhai Na De

abdur-rauf-urooj

Kuchh Na Kiya Arbab-e-Junun Ne Phir Bhi Itna Kaam Kiya

Ab Us Ka Wasl Mahnga Chal Raha Hai

sahir-ludhianvi

Aqaed Wahm Hain Mazhab Khayal-E-Kham Hai Saqi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet