• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ab Mir-Ji To Achchhe Zindiq Hi Ban Baithe

Ab Mir-Ji To Achchhe Zindiq Hi Ban Baithe

meer-taqi-meer

ab ‘mir’-ji to achchhe zindiq hi ban baithe

peshani pe de qashqa zunnar pahan baithe

azurda dil-e-ulfat ham chupke hi behtar hain

sab ro uthegi majlis jo kar ke sukhan baithe

uryan phiren kab tak ai kaash kahin aa kar

ta gard bayaban ki bala-e-badan baithe

paikan-e-khadang us ka yuun siine ke udhar hai

jon mar-e-siyah koi kadhe hue phan baithe

juz khat ke khayal us ke kuchh kaam nahin ham ko

sabzi piye ham aksar rahte hain magan baithe

shamshir-e-sitam us ki ab go ka chale har-dam

shorida-sar apne se ham bandh kafan baithe

bas ho to idhar-udhar yuun phirne na den tujh ko

na-char tire ham ye dekhen hain chalan baithe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

shah-naseer

dil Ishq-E-Khush-Qadan Mein Jo Khwahan-E-Nala Tha

dagh-dehlvi

Is Ada Se Wo Jafa Karte Hain

shah-naseer

Khandan-E-Qais Ka Main To Sada Se Pir Hun

Hum Par Nigah-E-Lutf Kabhi Hai Kabhi Nahin

Saje Hue Baam-O-Dar Se Aage Ki Sochta Hun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet