• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ab Koi Aur Musibat to Na Pali Jae

Ab Koi Aur Musibat to Na Pali Jae

ab koi aur musibat to na paali jaa.e

us ki yadon se bhi ab jaan chhuḌa li jaa.e

vo bhi mere liye kuchh sochta hai sochta huun

kaise dil se mire ye ḳham-ḳhayali jaa.e

ziist be-rabt hai par hai to ḳhuda ki ne.amat

jis tarah se bhi ye nibhti hai nibha li jaa.e

aise bhi dost hain kuchh jin ka yahi maqsad hai

vaar kya un ki koi baat na ḳhali jaa.e

yaad jis ki hamen sone nahin deti aksar

us sitamgar ki bhi ab niind chura li jaa.e

us ke dar se main yahi soch ke lauT aaya huun

‘zeb’ ab ke bhi na dastak miri ḳhali jaa.e

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ajiz-kamaal-rana

Virani Ke Baadal Chhane Lag Gae Hain

Aao Taqdir Ko Tadbir Bana Kar Dekhen

Amn Ki Pothi Juzdanon Mein Hathon Mein Hathiyar

Koi Dariya Bhi Rawan Hai Mujh Mein

obaidullah-aleem

Nigar-E-Subh Ki Ummid Mein Pighalte Hue

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet