• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ab Kisi Ko Dekh Kar Ek Samt muD Jate Hain Hum

Ab Kisi Ko Dekh Kar Ek Samt muD Jate Hain Hum

ab kisi ko dekh kar ik samt muḌ jaate hain ham

jis se milna chahte hain us se katrate hain ham

log tujh ko bevafa kahte hain in se kya gila

rang-e-duniya dekh kar ḳhamosh ho jaate hain ham

ye nami ankhon ki siine ki jalan jaati nahin

teri mahfil men bhi tanha.i se ghabrate hain ham

muḌ ke dekha tha to saara shahar patthar ho gaya

lauT kar aa.e to har patthar se Takrate hain ham

kyuun zamane bhar ki ḳhushiyon se hai koi gham aziiz

aa.ine ke paas aao tum ko samjhate hain ham

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Diwanon Mein Nam Kar Raha Hun

sheikh-ibrahim-zauq

Hangama Garm Hasti-E-Na-Paedar Ka

parveen-fana-syed

Har Samt Sukut Bolta Hai

MAHMUD SHABISTARI

Ishaarat – Ze-Tarsai Gharaz Tajrid didam

shahryar

Khule Jo Aankh Kabhi didani Ye Manzar Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet