• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Ab Khayalon Ka Jahan Aur Na Aabaad Karen

Ab Khayalon Ka Jahan Aur Na Aabaad Karen

salma-shaheen-1

ab khayalon ka jahan aur na abad karen

khvab jo bhuul chuke hain unhen bas yaad karen

thapki de de ke sulane ki hai aadat dil ko

ab kisi aur se kyuun khud hi se fariyad karen

kitne mausam ke chhalave se guzar kar pahunchi

us dagar pe ki jahan log mujhe yaad karen

ham bhi ab fikr-e-jahan chhod ke ji bhar hans len

vaqt itna bhi kahan hai jise barbad karen

zindagi yuun hi munazzam rahe aisa bhi nahin

ham nai tarz koi aur bhi ijad karen

dene vaale ki mashiyyat thi jo vahshat de di

dil-e-viran jo mila hai use abad karen

dil ke tuute hue tukdon ko na joden ‘shahin’

dil pe jo guzri use bhuul ke mat yaad karen

Filed Under: Nazm Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Zamin Par Bas Lahu Bikhra Hamara

Kise Malum Tha Ek Din Mohabbat Be-Zaban Hogi

poet

Bahr-E-Alam Mein Dil Dub Gaya Aaj Ki Shab

poet

Dhuan Dhuan Hain Nigahon Ki Bastiyan Kya Kya

Meri ujDi Jawani Ka Hai Bas Itna Nishan Baqi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet