• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ab Ke Baras honTon Se Mere Tishna-Labi Bhi KHatm Hui

Ab Ke Baras honTon Se Mere Tishna-Labi Bhi KHatm Hui

ab ke baras honTon se mere tishna-labi bhi ḳhatm hui

tujh se milne ki ai dariya majburi bhi ḳhatm hui

kaisa pyaar kahan ki ulfat ishq ki baat to jaane do

mere liye ab us ke dil se hamdardi bhi ḳhatm hui

samne vaali building men ab kaam hai bas ara.ish ka

kal tak jo milti thi hamen vo mazduri bhi ḳhatm hui

jail se vapas aa kar us ne pan.cho vaqt namaz paḌhi

munh bhi band hue sab ke aur badnami bhi ḳhatm hui

jis ki jal-dhara se basti vaale jivan paate the

rasta badalte hi naddi ke vo basti bhi ḳhatm hui

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

kaThin Hone Ko Hai Jo Shauq Ka Har Marhala Sahab

Kaam Yahi Hai Sham Sawere

Sufi

Kya Kahin Kya Ye Jahan-e-Guzaran Lagta Hai

Be-Bak Na Dekha Koi Qatil Ke Barabar

poet

Tanhaiyon Ki God Mein Pal Kar baDa Hua

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet