• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aawara Hun Rain-Basera Koi Nahin Mera

Aawara Hun Rain-Basera Koi Nahin Mera

avara huun rain-basera koi nahin mera

gali gali karta huun phera koi nahin mera

teri aas pe jiita tha main vo bhi ḳhatm hui

ab duniya men kaun hai mera koi nahin mera

tere baja.e kaun tha mera pahle bhi phir bhi

jab se saath chhuTa hai tera koi nahin mera

jab bhi chand se chehre dekhe bhiig ga.iin palken

phail gaya har samt andhera koi nahin mera

ajab nahin koi lahr uThe jo paar laga de naav

dard ki dhun men gaa.e machhera koi nahin mera

koi musafir hi ruk jaa.e pal do pal ke liye

muddat se viran hai Dera koi nahin mera

main ne qadr-e-tirgi-e-shab ab pahchani jab

guzar ga.i shab hua savera koi nahin mera

koi nahin hai jis ke hathon zahr piyun mar ja.un

biin baja.e jaa.e sapera koi nahin mera

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Baat Ruk Ruk Kar baDhi Phir Hichkiyon Mein Aa Gai

komal-joya

Nisf Se dekh Zara Kam Na Ziyaada Aadha

Mohabbat Ka Shikasta-Pan Nazar Kya Aae Bahar Se

faiz-ahmad-faiz

Aakhiri Khat

Iztirab Aisa Hua Dil Ka Sahaara Mujhko

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet