• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aatish-E-Hijr Ko Ashkon Se Bujhane Wale

Aatish-E-Hijr Ko Ashkon Se Bujhane Wale

atish-e-hijr ko ashkon se bujhane vaale

tujh ko rone bhi na denge ye zamane vaale

zahr-e-gham kha to sahi ai dil-e-mahrum-e-karam

pursish-e-hal ko aa ja.enge aane vaale

yaad aate hain to aa.e hi chale jaate hain

dil se jaate hain kahan dil se bhulane vaale

dava-e-did abas jur.at-e-didar ghalat

aap men aa na sake aap ko paane vaale

jab se dekha hai tujhe main ne ye main dekhta huun

mujh ko divana samajhte hain zamane vaale

dil men bhi baste hain arman-o-tamanna ki tarah

nuur ban kar meri nazron men samane vaale

vo zara mast nigahon se pila.en to sahi

hosh men a.enge ham hosh se jaane vaale

kitne ahbab ‘rishi’ ishq ka dam bharte hain

kitne hote hain magar naaz uThane vaale

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hadd-E-Fasil to Faqat Dard Ka Sahra Nikli

poet

Har Shai Aani-Jaani Hai

gulzar

dikhai dete Hain dhund Mein Jaise Sae Koi

poet

Gham Ki Be-Panahi Mein Dil Ne Hausla Paya

Samay Ki Dhup Mein Kaisa Bhi Ghussa Sukh Jata Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet