• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aasman Tujhse Kinara Kahin Karna Hai Mujhe

Aasman Tujhse Kinara Kahin Karna Hai Mujhe

asman tujh se kinara kahin karna hai mujhe

thak gaya uḌte hue aaj utarna hai mujhe

apne zaḳhmon ki hava di hai kisi sahil ko

apne ashkon se samundar koi bharna hai mujhe

chand ki naav hui raat ke sailab men gharq

phir se suraj ki kiran ban ke ubharna hai mujhe

yaad aata hai bikhar jaana miri hasti ka

aur us zulf ka kahna ki sanvarna hai mujhe

ab ye lagta hai ki main ḳhud men simaT aaya huun

aa ke chhu le ki phir ik baar bikharna hai mujhe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jalwa Paband-E-Nazar Bhi Hai Nazar-Saz Bhi Hai

Ai Dil-E-Dard-Ashna Husn Se Rasm-O-Rah Kar

poet

Dil Shadman Ho KHuld Ki Bhi Aarzu Na Ho

poet

Main Chup Hun Aur Duniya Sun Rahi Hai

MULLA JAMI

Jalwa-Gar-e-Kangur-e-Yak-Kakh Shau

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet