• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aashuftagi Phir Aaj Mana Le Gai Mujhe

Aashuftagi Phir Aaj Mana Le Gai Mujhe

ashuftagi phir aaj mana le ga.i mujhe

ik bu-e-rah-guzar-e-bala le ga.i mujhe

jaana tha main ne main tire qadmon ki dhuul huun

duniya samajh ke phuul uTha le ga.i mujhe

charagaron ko meri hava tak na mil saki

chupke se koi sham-e-bala le ga.i mujhe

tujh ko pukarna tha na dasht-e-talab men dost

duur aur tujh se teri sada le ga.i mujhe

ab anjuman men baiTha huun gum-sum kahun bhi kya

duzdida ik udasi chura le ga.i mujhe

rakhta bhi kaun pyase savalon ki aabru

bas meri ḳhamushi hi nibha le ga.i mujhe

us men kisi talab ka ‘musavvir’ na tha saval

mai-ḳhane ek laghzish-e-pa le ga.i mujhe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Zamin Badli Falak Badla Mazaq-E-Zindagi Badla

ambarin-salahuddin

Jab Ashkon Mein Sadaen dhal Rahi Thin

Wahshat Ka Rang Barsar-E-Paikar Phir Hua

In Makanon Se Bahut Dur Bahut Dur Kahin

wali-mohammad-wali

dekhna Har Subh Tujh Rukhsar Ka

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet